~Meri zaat zar’ra-e-beynishan

Main wo kis tarha sy karon bayan

Jo kiye gaye hain sitam yahan..

Sunay kon meri yeh dastan

Koi ham-nashen hy na razdan..

Jo tha jhoot wo bana sach yahan

Nahi kholi mainy mager zuban..

Yeh akela pan yeh udasiyan

Meri zindagi ki hain terjuman..

Meri zaat zar’a_a_ baynishan

Kabhi soni subha may ghomna

Kabhi ujri shamon ko dekhna..

Kabhi bheegi ankhon se jaagna

Kabhi beety lamhon ko sochna..

Magar ek pal hy umeed ka,

Hai muje Khuda ka jo aasra..

Na he main na koi gila kya

Na he ma na de hain duhaian.

Mari zaat zar’ra -a- banishan