Meri aankhon main sawan ki jhari rhati hai,

Jesay koi kashti driya main khari rehti hai..

Dekh teri yaad main kitna madhosh hoon main,

Dunia ko meri or mujhe teri pari rehti hai…