*. . .Meharban. . .*

Jo faraib mene khaya tujhe raaz-daan samajh kar,

Usya kese bhool jaoun ek dastaan samajh kar,

Na mitao thokaron se ye mazaar hai kisi ka,

Zara reham kar khudara isay ek nishan samajh kar,

Aray o jalanay walay ye tera he tha nasheman,

Jisay tu ne phoonk dala mera aashian samajh kar,

Na bujha chiragh zalim abhi door hai sawaira,

Kahin loo lipat na jaye tujhe badguman samajh kar,

Mujhe ghour se na dekho wohi namuraad gul hon,

Jisay tu ne roond dala mujhe bezuban samajh kar,

Kya maloom tha wo karein ge jafaein,

*. . .£!. . .*

Unhein mene dil diya tha ek MEHARBAN samajh kar. . .? ? ? ?

_,-‘-,_,-‘-,_,-‘-,_,-‘-,_,-‘-,_

R O C K S

”-,-”-,-”-,-”-,-”-,-”