Meharbaan mujh pe thy halat kbi yun b tha,

Hum raha krty thy ik sath kbi yun b tha,

Ab to perchaian b uski milny Nahi aateen,

Roz hoti thi us say mulaqat kabhi youn b tha,

Ab to Khushian b juda gham b hain juda,

Hansty roty thy hum ik sath kbi yun b tha,

Ab to rony say b fursat nhi milti mujhko ‘Tuba’

Hansta rehta tha main din raat kbi youn b tha . . . !