Lafzon ki tarah mujh se kitabon mei mila kar

Dunya ka tujhy dar hy to khawbon me mila kar

Sahil ko mai choo kar tujhy mehsos karon ga

To mujh se lehar ban kar kinaron pe mila kar

Phoolon ka khushbu se taulaq hy zarori

To mujh se mehak ban kar Gulabon men mila kar.