Lafz-e-muhabbat se bhi nafrat thi kabi hum ko lakin ,,,,,,,,, Majbor howa dil teri kuch adayein aisi bhi thee ,,,,,,,,,,, Bhool ker bhi bhula na paye hum tujhe ,,,,,,,,,, Dil mein basi teri kuch wafayein aisi bhi thee ,,,,,,,, Jalta raha dil sham-o-saher ,,,,,,,, Teri muhabbt se hasil humain kuch sazayein aisi bhi thee ,,,,,,,, Bujh gaya tuj se wabasta meri umeed ka diya ,,,,,,,, Tere sheher se anay wali kuch hawayein aisi bhi thee ,,,,,,,,, Taraptay rahe tamam umar Deedar ko tere ,,,,,,,, Raqeebon se pai hum ne kuch duayein aisi bhi thee ,,,,,,