‘Kya zruri tha k Main Fauj mei ata..

Meri Umr k bht se Larke Universities or Colleges mei Parh rhe honge or mei 22 Saal ki Umr mei Agly kuch dino mei Apne Seeny pe goli kha k is Duniya se dour ho jaon ga..

Kis k liye??

Un Logo k liye jo Ghaazio or Shaheedo ki bjaye Singers ko Ahmiyat dete hain..

Jo Is Mulk k Dushmano ki Films Or Daramy dekhna zyada zruri Samjty hain, jo ye tk sun Nai Skte k hm ne Maut ko Kahan ja kr Dekha Sirf is liye k in logo k Ash o Araam pr koi Harf na aye’

Lines from Capt. Ali Ahmed Shaheed’s diary

IN WAZIRISTAN.