Kitna ajeeb apni zindagi ka safar nikla

Sarey jahan ka dard apna muqadar nikla

Jiss k naam apni zindagi ka har lamha kar diya

AFSOOS WOHI HAMARI CHAHAT SE BE-KHABAR NIKLA