Kisi k pyar ko bhulana na aaya humain,
Kisi k dil ko dukhana na aaya humain,
Kisi k liye tarapna to seekh liya,
Par apne liye kisi ko tarpana na aaya humain@