khuda tu mohabbat ka naam kuchh aur rakh de

maaseeha‘e‘nafrat rakh ya deewana‘e‘nafrat rakh de

E qalam aaj tu bhi fizaaon ke saath khel jee bhar ke

dard‘e‘sehra me saba kabhi sard kabhi betahasha garm kar de

kal unhe bhi aur hume bhi kahin le hi jayega

e vaqt tu unki zulfon me zindagi ki shaam kar de

gham‘e‘yaad ke aane se pehle zara E hayaat

dil‘e‘shaad ko badguma na kar nashaad kar de

(¯`v´¯)

`*.¸.*´ Lover

¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨)

(¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`•

Prince”