khawheshoo kay sharab mai aksar insan khoo jata hai

waqt kay hatoo aksar roo jataee hai

gamhoo ki barishoo mai bhegtee hoe ab tu

khusyoo ka istaqbal bhee karna bhool jataee hai

kitaboo mai rakhaa bae tassur phool

ab bhee yadoo ko kabhee kabhee loota daetaee hai

mai kya buroo ko bura kahoo jab

zamanae khud hee un ko saza bana daetaee hai

sitam ab kya dhayee ga mugjh par aur

manzil pa kay jo manzil ko kho daetaee hai

fsla-e- bahara ki amad par khil uttha hai gulsahan

par dil kae mausam ab bhii kheeza ka pata daetaee hai ………………………