katil us shakhs ko sab log kaha karte hai

jise dushman mein bhi imaan nazar ata hai

sahil uss shakhs ko bhi takleef to hoti hogi

shakhs jo tujhko yun bejaan nazar ata hai

bewajah usspe tohmate na lagao a jaan

jise tujhme hi sara jahan nazar ata hai

waqt ki gard hai kuchh is tarah jami uspe

uska sach sabko siyah-sar nazar ata hai

aajkal ret pe likhta hai naam tera jaan

jisko tujhme koi bekaar nazar ata hai