Kaha us ne bhrosa dil py itna nhin karty

Kaha mene Muhabbat mn socha nhin karty

Kaha us ne boht khosh rang dunia kay nzaray hn

Kaha mene jab tum ho to kuch dekha nhin kartay

Kaha us ne mn tum se door hun lekin tumhari hun

Kaha mene sapnay dil ko behlaya nhin kartay

Kaha us ne tumhari chahten ruswaiyan dn ge

Kaha mene shohrat se ghabraya nhin kartay

Kaha us ne samjh jao smajh jao meri jaan

Kaha mene deewano ko smjhaya nhin karay..!!