Jis se ki pakiza muhabbat wohi ghumnam ker gya ,,,,,,,

Humne kya jis par yaqeen wohi badnaam kar gya ,,,,,,,

Rakha tha jis ke paas girwi apni saanson ko ,,,,,,,

Wohi hamari zindagi ko nelaam kar gya ,,,,,,,,,