Hume Hansne – Hasane ki aadat hai,

Nazron se Nazar Milane ki aadat hai,

Par hamari to nazar unse hai ja mili,

Jinhe nazar Jhukake Sharmane ki Aadat hai…