Høsla døøbtay møsam ka barrha deta hai.

Phøøl Shakhøn Pe wø br_waqt khila deta hai.

Ek manzil hai k Søøraj se bhi khø jati hai,

Ek rasta hai k jugnu bhi dikha deta hai.

Dard seene men jø dam Lay tø Ghaneemat, warna,

Yeh wø Shøla hai jisay habs hawa deta hai.

Wø jø Søøraj kø ubhrne nahi deta Shab bhar,

Subha høte hi wø mahtaab bujha deta hai.

Jis kø tøøfaa’n se ulajh’ne ki hø aadat ‘MØHSIN’

Aisi kashti kø Samandar b Dua deta hai..!