Haan humne tumko raat din

Khayal main saja rakha

Saans main sama rakha

Dil main bitha rakha

Khuaab main buna rakha

Khoon main rawa rakha

Pr tumne jana kia kiya

Naam tk bhula dia

Sehar tk jaga dia

Dil ko dhoka dia

Ankh ko bhiga dia

Laga k aag sab taraf

Humko hi jala dia.