‘GAZEL-E-SAQI’ Hum se juda hony ka tasawar bhi na karna, hum aisy sitam gar hain k manaya nahi karty, jis dar py bhi gaey hain bas ek baar gaey hain, phir loat k us dar py jaya nahi karty, aankhon sy pilaao gay to aa jaen ge piny, paimano sy to piny hum jaya nahi karty, apna to ye sheawa hai SAQI ghor sy sun lo, khud hi tarap letay hain tarpaya nahi kartay