‘ GAZAL ‘

Sub sy chopa kr dard,

jo wo muskara diya.

Us ki hansi ny tu aj muj ko rola diya.

Lahjy sy uth rahi thi ik dard ki dastaan,

Chehra bata raha tha k sub kuch ganwa diya.

Aawaz mein thehraoo tha aankhon mein nmi thi.

Or keh raha tha k main ny sb kuch bhola diya.

jany kia us ko logon sy thi shikaytein,?

Tanhayon ky dyss mein khud ko basa liya…!