‘Gazal

Main to lafz lafz tari zaat hun

Mujhe harf harf tu mita to na

tera sath hai humy chahiye

Magar is qadar tu sata to na

Main bikher gya mujhe smate tu

Meri dhool youn uraa to na

Teri saans bn k rahun ga main

K wo waada youn bhula to na

Tujhe chahna hai dosh kya?

Jo nahi to itna rula to na.