gaye dino ki baat thi

fiza b purbahar thi

hawa b khushgawaar thi

na jane kyun machal para

main apne ghar se chal para

kisi ne mujh ko rok kar

bare pyar se tok kar

kaha tha lout aao tm

meri qasam na jao tm

wohi haseen sham hai

bahar jis ka naam hai

chala ho ghar ko chor kar

na jane jao ga kidher

koi nahi jo rok ka

pyar se mujh ko tok kar

keh de k lout aao tm

meri qasam na jao tm….