=Ek Shaks ki Chahat ka Armaan raha Aksar,

=Jo Jaan kar bhi sab kuch,Anjaan raha Aksar,

=Ye Pyaar Mohabbat ka hai Khail ‘KHUDAYA’ Kaisa..?

=Ki Jis Ne Wafa Us ko,Nuksaan Raha Aksar,

=Aata hai Wo Neendon mein,Rehta hai Wo Khwabon Mein…

=Ek Ye hi to Us ka Mujh Pey,

Ehsaan raha Aksar,