Ek pal aisa tha ke hum inkaar na kar paye ,,

Zamane ke dar se iqrar na kar paye ,,

Na thi jin ke bina zidagi mumkin ,,

Chor diya unhon ne aur hum sawal na kar paye ,,