Dil karta hai hai bepanaah mohabat aur bandagi

Ki tere baad Har khwaish har aarZoo hai adhuri

sadiya gujar di maine teri panah me sir rakh kar

Phir bhi kasak hai dil ko ki har mulaaqat hai adhuri

Ankhe band kar ke jab bhi sajda kiya karta hai ye dil

Dua me tujhe na manga to har fariyad hai adhuri.