dekh lo khwaab magar khwaab ka charcha na karo

log jal jayan ge $ooraj ki tamanna na karo

waqt ka kaya hai ki$i pal bhi badal $akta hai

ho $ake tum $e to tum mujh pe bharo$a na karo

kirchiyan tootay hoye ak$ ki chubh jayan gi

aur kuch roz abhi aiina dekha na karo

ajnabi lagne lage khud tumhain apna wajood

apne din raat ko itna bhi akela na karo

khwaab bachhon ke khelonon ki tarah hote hain

khwaab dekha na karo khwaab dikhaya na karo

bekhiyali main kabhi ungliyan jal jayain gi

raakh guzre hoye lamhon ki kureedah na karo…..