deewana chal pada hai kar bharosa aetbaar pe,

abhi bhi usse naaz hai apne bewafa yaar

pe …..

samajna nahi chahta voh kho chuka hai voh

usse,

abhi bhi nazare tika k khada hai uske

intezaar me …..

dil jala diya hai khudka ab voh marna

chahta hai,

kaise bardasht kar sakega ye haar apne pyar

me …..

mar gaya hai vo deewana dur uski kabr

bani hai,

kaise milega us bewafa ko aisa deewana is

sansaar me …..

k baat pate ki bas itni hai isme

“abhi”

jaan ki kimat kuch bhi nahi is husn

k bazaar me !!!!!!!!!

~**~**~