!! Chalo Kuch Dair Hastay Hain …

!! Muhabbat par Inayat par …

!! K be-bunyad baten hain …

!! Sabhi rishtay Sabhi Natay …

!! Zarurat ki Hain Eejaaden …

… !! Kahin Koi nahi merta Ksi k Wastay jana …

!! K sub hai Phair lafzoon ka …

!! Hai sara Khail herfon ka …

!! Nahi hai mehboob koi b …

!! Jumlay say kastay hain …

!! Chalo Kuch dair Hastay hain …

!! Usi ko Yaad kertay Hian …

!! Jisay hum Zeest Kehtay hain ..

!! K lena Sans Bin jis k …

!! Humain Ik Jurm Lagta Tha …

!! Bala ka taiz Lagta Tha …

!! Jo Saya Bun k Rehta Tha …

!! Juda Ab Us k rastay hain …

!! Chalo kuch Dair Hastay hain