Bhaly dino ki bat hy bhali c aik shakal thi,

na ye k husan tamam ho na daikhny me aam

c,

na ye k wo chale tu kehkashan c rah guzar lage,

magr wo sath ho tu bhala bhala safar lage,

koi b rut ho uski chap fiza ka rung roop thi,

wo garmion ki chaon thi wo sardion ki dhoop thi,

na itni khush libasian k sadigi gila kare,

na itni be takalufi k aina haya kare,

so ik roz kia hus wafa pe behas chir gai,

me husan ko amr kahoon wo meri zid se chir gai,

me ishq ka aseer tha wo ishq ko qafas kahy,

k umer bhr k sath ko wo bad ter az hawas kahy,

na usko muj pe man tha na mujko us pe za’em he pr

jb ehad he koi na ho tu kia gham e shikastagi,

so apna apna rasta hansikhushi badal diya,

wo apni rah pe chal pari me apni rah pe chal diya,

bhali c aik shakal bhali thi uski dosti,

ab uski yaad rat din nhi magr kabi kabi,

(¯`v´¯)

`*.¸.*´ Lover

¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨)

(¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`•

Prince”