Bari udass hai ye shaam zra tum Baat kar lo na’

Ke ab niklnay ko hai jaan zara tum baat kar lo na’

tumhary nam se chalti hain ye sansen ab to mujy tumhari zarorat hai zara tum baat kar lo no’

koi nai hai mery sath main itna tanha hun zindgi rooyh na jaye zara tum baat kar lo na’….