Aseer-e-dAsht-e-wAfA kA

nA mAAjrA kehnA,

TAmAm poochhne wAlon ko bs duA kehnA.

Ye kehnA k rAt guzArti hAi Ab bhi AAnkhon me,

TumhAri yAAd kA qAAim hAi silsilA kehnA.

Yeh kehnA k chAAnd nikAltA hAi bAAm pr Ab bhi,

MAgr nAhi woh shAb kA Ab mAzA kehnA.

Ye kehnA k

hum ne hi toofAn me dAAl di kAshti,

QAsoor ApnA hAi dAryA ko kyA burA kehnA??

Yeh kehnA k tum se bichhAr k

bikhAr giA hun MOHSIN’

K jesy hAth se

gir jAey ‘AAINA’ kehna. . .