Apni muhabbat ka sila nahi mangta. Main tamam umar ka gila nahi mangta. Ik tum ban jao hamsafar mery. Main rehbar-o-qafla nahi mangta. Youn to mery lab pe koi dua nahi aati. Tera chehra ho samne to main rab se kaya kaya nahi mangta.