Apni dunya me u mast rehta tha ME

Mout ki fikar na karta tha ME

Gunah ko Gunah na smajhta tha ME

Lazzato k piche bahagta tha ME

DiL chahta tha kabi k parhu Namaz

Par jisam ko Masjid tak na leja pata tha ME

Dunya ki ronaq me rehta tha MAGAN

Waqt apna yari Dosti me barbad karta tha ME

Phir 1 Din achank Aankho k agey andhera chaya

Phir Aankh khuli to apne Aap ko andheri qabar me paya

Ghar jana chaha lekin ja na paya

Dar lagta hy MUJHE is andhery se, Aawaz deta hu apno ko

Lekin koi sunta Nahi

Kia karu ME kuch samaj Aata nahi

Pata tha Sub kuch Kaash pehle Sambhal jata Me!

Think About It