Apney ehsaas k sab rung utar jane do,

Meri umeed mery khwab bikhar jane do.

Apney aangan mein charaghoon ko jalao na abhi,

Merey aangan mein siyah raat utar jane do.