ankhon ma raha dil ma otar kar nai dekha

kashti k musafir na smandar nai dekha

karty hain hassad apne rafeequn sa mere dost

hum na to hareefun ko bhi jal kar nai dekha

wo jashn manty hain to ma sham-e-ghareeban

mahfil sa kabi us na nikal kar nai dekha

jal buj k hoa raakh ma dae dae k harart

wo barf he rahi us na pigal kar nai dekha

dedar ki hadoon sa nikal kar nai dekha

phoolon ko kabi hum na massal kar nai dekha