adaa nazrein churane ki kahan se seekh li tumne ye adat rooth jane ki kahan se seekh li tm ne bharosa tha tmhien mujh pr mukamal aaj se pehle rawayat azmane ki kahan se seekh le tmne muhabat k ilawa kuch nahi tha meri aankhon me ye nafrat ab zamane ki kahan se seekh le tmne mere masoom dost tu zra itna bata mujhko muharat dill dukhane ki bat kahan se seekh li