Ab to le de wohi shakhs bacha hai mujh mein,

mujh ko mujh se jo juda ker k chupa hai mujh mein

Mera ye haal ubharti hui khaak jesy,

Wo baro dair se kuch doond raha hai mujh mein ,

Jitny mousam hain sab jesy kahin mil jain ,

In dino kesy bitaon jo fiza hai mujh mein ,

Aina ye to bitata hai ke kia hu main lakin .

Aina is pe hai khamosh ke kia hai mujh mein ,

Ab to bas jaan hi dene ki bari hai MOHSIN ,

Main kaha tak karon sabit ke wafa hai mujh mein .

(sahil)