‘Aao chaleen maahi mere’

Tanhaion k safar pe hum

Jahan manzileen hain na rastey

Doriyan hain na fasley

Jahan koi bhi be-wafa nahi

Jahan dard-o-gum jafa nahi

Jahan pyar hai na Qasam koi

Iqrar hai na bharm koi

Jahan DIL koi jalta nahi

BE-MOUT koi marta nahi

Aao chalo mere sath tum

MERE HUMSFAR MERE KHUWAB TUM

Aao chaleen ishq k maydaan main hum

Hai jahan atish e junon har taraf

Jahan aas koi tot.ti nahi

Jahan har taraf bus peyar hai

Jahan zindagi bus yaar hai

Jahan be basi na yaas hai

Bus umar bhar ka sath hai

‘Aao chaleen maahi mere