Aankhein bata rahi hain ke kya kya guzar gaya

Sadiyon ka ghum samait ke lamha guzar gaya

Tum se na mil saka to koi ghum nahin mujhe’

Khud se mile huye bhi zamaana guzar gaya