aaj math poocho mujse ke mujhe kya gham

hai,

chor dho thanha mujhe, maine aaj jee bar

kar rona hai.

jab maloom tha tumhe ke hum tumse kithna

pyaar karthe hai,

phir bhi gair ke haathon mein mendhi lagaake,

mujhe jeeteji maar dala kyu hai.

kya , kya na kiya tha maine tumko

paane ke liye,

lekin tumne meri rahen phoolon ke bajaye kaanton

se saja diye.

abh bas maangthi hoo yeh duwa, ke tum

sadha khush rahon,

na kabhi bhi tumhe koi dukh aur dard

ho.

mai tho maut ki godh mein abh sar

rakh kar so jayoon’gi

waha sakoon mille ya na mille, ho’ne ka

ehsaas tho payoongi.