A Chand zara ik kaam to kar

Ik raat hamaray naam tu kar,

Bohat door ik apna rehta hai

Jo mujh ko apna kehta hai,

Os aankh mai jo bhe sapnay hein

Wo saaray meray apnay hein,

Os ki pyari si ankhon ka’ chupkay se ik bosa lena

Or phir kehna !

“Tumhe koi yaad karta hai”

Tumhe koi yaad krta he