‘kabhi tum khud b aa k dekho ye manzar shaam se pehle,

ye lab kaise larazty hain tumhare naam se pehle,

nahi mumkin main rah-e-shoq se wapis palat jaon,

parinday to nahi lot-ty kabhi ghar shaam se pehle,

nahi maloom kab se hai taaluq istawar apna,

tumhara aks tha ‘Dill’ main

tumhare naam se pehle’