ye mast mast bemisal ankehein

nashy se haar dam nidhal ankehin

uthen to hosh o hawas cheenen,

giren to ker dein kamal ankehin,

koi hay in k karm ka talib,

ksi ka shoq e wisal ankehin,

na yun jalayen na yun satayen,

kren to kch ye khayaal ankhen,

hai jeeny ka bahana yaaro,

ye rooh parwar jamal ankhein

Darz palken ghazal ankhen,

musaw’wari ka kamal ankhein,

sharab rab ne haram krdi,

mgr rakhi hein halaal ankhen,

Hazaron insy qatal hue hen,

khuda bndy snbhal ankhen………………!