Usey dekh ker hi kuch sukon ata hai,

Baat baat may os ka naam zuban se nikal jata hai,

Jane kia Hunar hai os shakhs k pas,

Yad aate hi wo Ankhoonmay utar aata hai.