maut ki bahon me jis din sona hoga

na koi takiya no koi bichhona hoga

sath honge aap jaise dosto ke kandhe

or kabristan ka ek chota sa kona hoga