kuch din pehle muhabat ko sapna samja hum ne,muhabat m eis kadar madhosh ho gehe, u ski bewafai ko wafa samja hum ne,zakham is kadar muhabat ne diya us zakham ko phul samja hum ne, deewana is kadar muhabat ne banaya hum ko, k apnon ko baghana samja hum ne, muhabat ki yaaden dil par kuch yuhn naksh kar ghai, ke unk o bhulane ki koshish me khud ko bhula diya hum ne…