Kitni chahat say hum ne teri chah ki thi

Muhabbat tujhy khud say b ziada ki thi

Ye afsos k ghalt thy hum

Hum nay ek bewafa se wafa ki thi

Jis nay kia samna humari moat ka

Hum nay hr sans k sath us ki zindagi ki dua ki thi

Jis ne kantay bichay humari rahon main

Hum nay us k lye har khushi fana ki thi

Wo nahi chahta humain to na chahay

Hum nay to us se muhabbat bepanah ki thi..