jab yaad karte hai kisi ko

wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko

wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan

wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko

wo waqt suhana hota hai…