Ek Lardki Ko Daka Tho aasa laga

Jaise chandni raat

Jaise narmi ki baat

Jaise mandir mein ho ek jalta diya

Ho…

Ek ladki ko dekha to aisa laga

Ho ek ladki ko dekha to aisa laga

Ek ladki ko dekha to aisa laga

Jaise subahon ka roop

Jaise sardi ki dhoop

Jaise veena ki taan

Jaise rangon ki jaan

Jaise balkhaaye bel

Jaise lehron ka khel

Jaise khushboo liye aaye thandi hava

Ho…

Ek ladki ko dekha to aisa laga

Ho ek ladki ko dekha to aisa laga

Ek ladki ko dekha to aisa laga

Jaise naachta mor

Jaise resham ki dor

Jaise pariyon ka raag

Jaise sandal ki aag

Jaise solah sighaar

Jaise ras ki phuhaar

Jaise aahista aahista badhta nasha

Ho..

Ek ladki ko dekha to aisa laga

This is a romantic song from the movie 1942 A Love Story. Most of the story is based on the concept of freedom fighting of India. This movie is the last