chand tanha hai asmaa tanha

dil mila hai kahan kahan tanha

bhojh gaaei aAs chup gaya tara

thertharata raha dhonan tanha

zindigi kia esi ko kehtay hain?

jism tanha hai aur jan tanha

ham safar koi gar milay bhi kaheen

dono chaltay rehai tanha tanha

jalti bojhti C roshni kay taley

simta simta sa ek makan tanha

rah dekha karay ga sadyon tak

chor jain gay ye jahan tanhan