Ashq reh reh kar meri aankhon se bahey jaate hain,

Yeh woh mehmaan hain jo,bin bulaye chale aate hain.

Hijar ke mausam mein dilon ka sisakana saari raat,

Shama khamosh hai magar ham tau jale jaate hain